A Motivational quotes that can help to change your life.
1. Jaldi milne wali cheeze, jadha din tak nahi chalti
or jo cheeze jadha din tak chalti hai
wo kabhi bhi jaldi nahi milti.
2. Hamari sab se badhi kamjori bech main hi haar maan lena hai
safal hone ka sab se nischeet tarika hai
ki humesha ek bar or prayas karna hai.
3. Agar aap kisi kaam ki suruwat karne mai bhot aadhik samaye lagate hai
toh aap us kam ko kabhi nahi kar payenge
isliye samajdari issi mai hai ki sochne mai samaye wayarth na karre
aur uss kaam ko aaj se suru karre.
4. Mai sahi faisle lene mai yakin nahi karta
balki faisle lekar mai khud unhe sahi kar deta hu.
5. Jiske jeevan mai jitne modh jitni samasiya aayengi
wo utna hi safal hota chala jayega.
kyuki haar samasiya aapne sath ek mauka le kar aati hai.
6. Aagar aap bhot badhi safalta haasil karna chate hai
toh fail hona ke liye taiyar ho jaye
kyuki bar bar fail hone par hi khud ki kami pata chalti hai
aur kami mai sudhar karte jana hi aapko badhi safalta dilata hai.
7. Jeevan ki ladhi mai hamesha teez ya saktishali wakti hi nahi jeet ta
balke jeet ta wo hai jo ye sochta hai ki
woh jeet sakta hai.
8. Pahad chadne wala jhuk kar pahad chadta hai
or utarne wala aakad kar
isliye jo wakti jhuk raha hai
woh pahad chad raha hai
aur jo akad raha hai
woh badhi teezi se niche aa raha hai.

No comments:
Post a Comment